Tamanna Hai Meri Ki Aapki Aarzu Ban JaunTamanna hai meri ki aapki aarzu ban jaunAapki aankh ka tara na sahi aapki aankh ka aansu ban jaunMain aap ki zindagi kee khushi banu ya na ban sakuAapke gham mein aapka sahara ban jaun
Na Ishq Ki Tamanna Thi Na Madhoshi Ki Bekraari ThiNa ishq ki tamanna thi na madhoshi ki bekraari thiYeh tere husn ka jalwa hai, jo hum diwane ho gaye
Tum Jab Aao GiTum jab aao gi, to khoya hua pao gi mujheMeri tanhai mein, khawbon ke siwa kuch bhi nahinMere kamrey ko sajaaney ki tamanna hai tumheMere kamrey mein kitaabon ke siwa kuch bhi nahin
Udasiyan Mera Daman Hi Nahi ChhodtiUdasiyan mera daman hi nahi chhodtiAb to jeene kee tamanna bhi saath chhod gayi
Yaad Aati Hai Jo Marhoom Tamannaaon KiYaad aati hai jo marhoom tamannaaon kiBhool jaata hun ke mehroom-e-tamanna hun main