Aina Kyun Na DunAina kyun na duAina kyun na dun k tamasha kahen jiseAisa kahan se laun k tujhsa kahen jiseHasrat ne la rakha teri bazm-e-khayal meinGuldasta-e-nigah suweda kahen jisePhunka hai kisne goshe muhabbat mein ai khudaAfsun-e-intezar tamanna kahen jiseSar par hujum-e-dard-e-garibi se daliyeWo ek musht-e-khak k sahra kahen jiseHai chashm-e-tar mein hasrat-e-didar se nihanShauq-e-inan gusekhta dariya kahen jiseDarkar hai shiguftan-e-gul haye aish koSubh-e-bahar panba-e-mina kahen jiseGhalib? bura na man jo waiz bura kaheAisa bhi koi hai k sab acha kahen jise
Eni Fariyaad Sadi Ke Saanu Yaad RakhiEni fariyaad sadi ke saanu yaad rakhiNaal beetaie pal abaad rakhiAssi vi yaad karde tainu aina khayal rakhiBhavein apne dil vich sanu sab ton baad rakhi
Aina kuch nahi nazar ka dhoka haiAina kuch nahi nazar ka dhoka hai.Nazar vahi aata hai jo dil me hota hai…Aina aur dil ka ek hi fasana hai…Anjaam dono ka toot kar bikhar jana hai .