Dil Se Teree NigaahDil se teree nigaaDil se teree nigaah jigar tak utar gayeeDonon ko ik adaa mein razaamand kar gayeeFarda-o-dee'n ka tafarqa yak baar mit gayaKal tum gaye ke ham pe qayaamat guzar gayeeMaara zamaane ne 'asadullah khaa'n' tumheWoh walwale kahaan, woh jawaanee kidhar gayee
Jigar Ki Aag Bujhe Jigar Ki Aag Bujhe Jald Jismen Woh Shai LaaJigar ki aag bujheJigar ki aag bujhe jald jismen woh shai laa;Laga ke barf mein, saqi, surahi-e-mai laa;Qadam ko haath lagaata hun, uth kahin, ghar chal;Khuda ke waste, itne tau paaon mat phaila;Nikal ke wadi-e-wahshat se dekh, ai majnun;Ke zor dhun mein ab aata hai naaqa-e-laila;Gira jo haath se farhad ke kahin teesha;Daroon-e-koh se nikli sada-e-wavela;Nazakat uske mukhre ki dekho, insha;Naseem-e-subh jo chhoo jaae, rang ho maila!Translation:Surahi-e-mai = flak of wineWadi-e-wahshat = wilds of frenzyNaaqa-e-laila = comes your lailaSada-e-wavela = heardNaseem-e-subh = morning breeze
Dil Jeet Le Woh Jigar Hum Rakhte HaiDil jeet le woh jigar hum rakhte haiKatal kar de woh nazar rakhte haiWada kiya hai kisi se hamesa muskurane kaWarana hum bhi ankhon mai samunder rakthe hai
Dil Se Teri Nigah Jigar Tak Utar GayiDil se teri nigah jigar tak utar gayiDono ko ek ada mein razamand kar gayiTranslationYour glance penetrates the heart to reacdh the soulBoth are left in agreement by such a cohesive gesture