Ajeeb Saanehaa Guzraa Hai Mujh Pe Aaj Ki ShaamAjeeb saanehaa guzraa hai mujh pe aaj ki shaamMain aaj shaam tumhare hijar mein udaas na thaAb ek saal toh yeh ek gham hi kaafi haiTumhari salgiraah par bhi tumhare paas na tha
Shaam Ko SogwaarShaam ko sogwaaShaam ko sogwaar kartay rahayHam tera intezaar kartay rahayTu tou kaar-e-jahan mein tha masroofAur hum tujh se pyaar kartay rahayKis lye vasl ki kahani meinHijr ko hissaydaar kartay rahayDil ko bas mubtala-e-gham rakhaWehshaton ka shumaar kartay rahay
Ajeeb Saanehaa Guzraa Hai Mujh Pe Aaj Ki ShaamAjeeb saanehaa guzraa hai mujh pe aaj ki shaamMain aaj shaam tumhare hijar mein udaas na thaAb ek saal toh yeh ek gham hi kaafi haiTumhari salgiraah par bhi tumhare paas na tha
Shaam Hoti Hai TohShaam hoti hai toh, palkon pe sajaata hai mujheWo chiragon ki tarah roz, jalaata hai mujheMain hoon yeh kam toh nahi hai, tere hone ki daleelMera hona tera ehsaas dilaata hai mujheAb kisi shakhs mein, sach sunne ki himmat hai kahaanMushkilon se hi koi, paas bitthata hai mujheKaise mehfooz rakhun khud ko ajaayab ghar mainJo bhi aata hai yahaa haath lagata hai mujheJaane kya ban na hai tujhko, meri gili mittiKuzaagar roz, banata hai, mitaata hai, mujheAab o daana kisi bigde huve bachche ki tarahMain jahaan shaakh par baitthun, udaata hai mujhe