Deewar O Dar Se UtarDeewar o dar se utaDeewar o dar se utar kar perchaiyan bolti hainKoi nahi bolta jab tanhaiyan bolti hainPardesh ke raaston mein rookte kahan hain musafirHar ped kehta hai kissa khamoshiyan bolti hainEk bar to zindagi mein milti hai sabko haqumatKuch din to har aaine mein sehzadiyan bolti hainSun'ne ki mohlat mile to aawaz hai pathron meinUjadi hui bastiyon mein aabadiyan bolti hain
Jo Bhi Deewar Hai Raste Jo bhi deewar hai rasteJo bhi deewar hai raste mein giraa ke ro leinAao ik doojay ko seene se laga ke ro leinSaamne tu hai to hum dil mein bhi ro sakte hainYu'n karein hum tujhe baaton mein laga kar ro leinTere aaney se yeh naraaz raha karte hainJee mein hai aaj har ik gham ko manaa kar ro lein
Waqt Jab Raah Kee Deewar HuaWaqt jab raah kee deewar huaKoi sailaab numudaar huaUs ne pedon se hata li shakheinBaag mein se tu kayi baar hua;Maine jo dil mein chupana chaha;Mere chehre se numudaar hua;Sahili-shaam ka faila manzarKuch lakiron mein giraftar hua;Raat ek shakhs bahut yaad aaya;Jis ghadi chaand numudaar hua