Mere dil par likha jo tu ne pyaarMere dil par likha jo tu ne pyaar mai pyaar ki kitaab ho gaya..Tu ne aisa kiya iqraar mai to khil kar gulaab ho gaya..Ab to basti me mashoor hai ek afsana.Tu hai mere pyaar me pagal mai tera deewana..Duniya ki kis ko parwaah,Dil ne dil ki maani..Tere man ki dhoop me maine,Dil ki chadar taani..Mera pahle kab tha jawaab,Mai aur lajawaab ho gaya..Zulfen teri sawan bhado,Aankhe hai maikhana..Mausam-2 bikhara tere roop ka tana bana..Dekhu to phoolon ka mausam,Sochu to jangal si..Hontho pe muskaan saji thi,Rooh magar ghayal thi..Tu ne hontho se jo choo liya mai to gulaab ho gaya..
Ab to basti me mashoor hai ek afsanaAb to basti me mashoor hai ek afsana.Tu hai mere pyaar me pagal, mai tera deewana..Duniya ki kis ko parwaah, dil ne dil ki maani..Tere man ki dhoop me maine, dil ki chadar taani..Mera pahle kab tha jawaab, mai aur lajawaab ho gaya..Zulfen teri sawan bhado, aankhe hai maikhana..Mausam-2 bikhara tere roop ka tana bana..Dekhu to phoolon ka mausam, sochu to jangal si..Hontho pe muskaan saji thi, rooh magar ghayal thi..Tu ne hontho se jo choo liya, mai to gulaab ho gaya..
Deewana Hum Tujhe Bhi Bana DengeDeewana hum tujhe bhi bana denge.Dil me hum tere apniYaad ki sama jala denge. raho,Tum chahe jitna bhi patthar dil ban ke.Par apni yaado se ek din tumko zaroor rula denge
Tanha Na Koi Ho Ye Dua Hai MeriTanha na koi ho ye dua hai meri,Ruswa na koi ho ye dua hai meri,Jaise mujhe deewana kiya ulfat ne,Aisa na koi ho ye dua hai meri
Pyar To Zindagi Ka Afsana HaiPyar to zindagi ka afsanHai, iska apna hi ek taranHai, pata hai sabko milengSirf aansu mohabbat mePhir bhi na jane kyHar koi iska deewana hai.
Sharm pasand hai hume aapki Sharm pasand hai hume aapkiMagar itna bhi na sharmaya karoYeh deewana fida hai tumhariNazaron par humse nazreinTo na churaya kar