Gham-E-Dunia Mein Gham-E-Yaar Bhi Shaamil Kar LoGham-e-dunia mein gham-e-yaar bhi shaamil kar loNasha badhta hai sharabein jo sharabon mein milen to
Nasha Mohabbat Ka Ho Ya Sharab KaNasha mohabbat ka ho ya sharab kaHosh dono mein koh jate haiFark sirf itna hai ke sharab sula deti haiAur mohabbat rula deti hai
Kuch Nasha To Aapki Baat Ka HaiKuch nasha to aapki baat ka haiKuch nasha to dheemi barsaat ka haiHumein aap yun hi sharabi na kahiyeIs dil par asar to aap se mulakat ka hai
Kuch Nasha To Aapki Baat Ka HaiKuch nasha to aapki baat ka haiKuch nasha to dheemi barsaat ka haiHumein aap yoon hi sharabi na kahiyeIs dil par asar to aap se mulakat ka hai
Rehta To Nasha Teri Yaadon Ka Hi HaiRehta to nasha teri yaadon ka hi haiKoi puche to keh deta hun ki pi rakhe hain
Dard-e-Dil Jab Had Se Guzar Jata HaiDard-e-dil jab had se guzar jata haiBankar syahi kaagaz pe bikhr jata haiJab jab utha hai teri yaadon ka dhwanBankar nasha is dil mein utar jata hai