Kaise Bayan Karun Alfaaz Nahi HainKaise bayan karun alfaaz nahi hainDard ka mere tujhe ehsaas nahi haiPuchte ho kya dard hai mujheMujhe dard ye hai ki tu mere pass nahi hai
Dard Se Mera DamanDard se mera damaDard se mera daman bhar de ya allahPhir chahe deewana kar de ya allahMaine tujhse chand sitare kab maangeRoshan dil bedaar nazar de ya allahSuraj si ik cheez to hum sab dekh chukeSach-much kee ab koi sehar de ya allahYa dharti ke zakhmon par marham rakh deYa mera dil patthar kar de ya allah
Uski Hansi Me Chupe Dard Ko Mehsus Ko Kar DostUski hansi me chupe dard ko mehsus ko kar dostWoh kyu yoohi hans-hans ke khud ko saza deta hai
Zara Si Zindagi Hai Armaan Bahut HainZara si zindagi hai armaan bahut hainHumdard nahi koi, insan bahut hainDil ka dard sunaye to sunaye kiskoJo dil ke kareeb hain wo anjaan bahut hain
Bahut Judaa Hai Auron Se Mere Dard Ki KaifiyatBahut judaa hai auron se mere dard ki kaifiyatZakhm ka koi nishaan nahi aur taklif ki inteha nahi
Dard Me Koi Mausam Pyara Nahi HotaDard me koi mausam pyara nahi hotaDil ho pyasa to pani se gujara nahi hotaKoi dekhe to humari bebasiHum sabhi ke ho jate hain par koi humara nahi hota