Dil ka dard dil todne wale kya janeDil ka dard dil todne wale kya janePyar ke rivazon ko zamana kya janeHoti hai kitni takleef ladki patane meinYe ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane
Sabne kaha Dosti ek Dard haiSabne kaha dosti ek dard haiHumne kaha dard kabool haiSubne kaha is dard ke saath jee na paogayHumne kaha teri dosti ki saath marna kabool ha
De Ga Agar Dard To Khud Bhi Doobay GaDe ga agar dard to khud bhi doobay gaWoh ek shakss jo ankhon me rehta hai
Dard Me Koi Mausam Pyara Nahi HotaDard me koi mausam pyara nahi hotaDil ho pyasa to pani se gujara nahi hotaKoi dekhe to humari bebasiHum sabhi k ho jate hain par koi humara nahi hota
Dil Hijr Ke Dard Se Bojhal Hai Ab Aan Milo To Behtar HoDil hijr ke dard se bojhal hai ab aan milo to behtar hoIs baat se hum ko kya matlab ye kaise ho ye kyonkar ho
Do Baatein Unse Kee To Dil Ka Dard Kho GeyaDo baatein unse kee to dil ka dard kho geyaLogon ne humse pucha ke tumhein kya ho geyaBekarar aankhon se sirf hans ke reh geyaYe bhi na keh sake ki humein pyaar ho geya