Zamane Walon Se ChupZamane walon se chuZamane walon se chup ke rone ke din nahin hainUsey kehna yeh udaas hone ke din nahin hainMain jaan sakti hoon vasl mein asal bhaid kya haiMagar haqeeqat shanaas hone ke din nahin hainHamara khud se makaalma bhi naya naya haiKisi badamn ka libaas hone ke din nahin hainAbhi to aankhon mein aansuyon ki nami hai baqiZameen-e-dil par pyaas bone ke din nahin hainTranslationMakaalma = conversatio
Chup Ke Se Usne Jo Khud-Numai KeeChup ke se usne jo khud-numai keeIntiha thi ye dilrubi keeMail-e-ghamza hai wo chashm-e-siyaahAb nahi khair parsayi keeHum se kyonkar wo aastana chhuteMuddaton jis pe jabha-sai keeDil ne barson ba-justju-e-kamaalKoocha-e-ishq mein gadaai keeDaam se un ke chutna to kahanYa hawas bhi nahi rihai keeHo ke nadim wo baithe hain khamoshSulh mein shan hai ladai keeUs taghaful-shiar se 'hasrat'Hum mein taqat nahi judai kee
Chup Ho Kis Wajah SeChup ho kis wajah se, humein maloom nahi hai magarDil doob sa jata hai jab tum bakwas nahi karte
Zara Chup Chap To Baitho Ki Dum Aaram Se NikleZara chup chap to baitho ki dum aaram se nikleIdhar hum hichki lete hain udhar tum rone lag jaate ho
Tu Bhi Chup Hai Main Bhi Chup Hun Yeh Kaisi Tanhayi HaiTu bhi chup hai main bhi chup hun yeh kaisi tanhayi haiTere saath teri yaad aayi kya tu sach-much aayi hai
Chup Chap Se Rehte Hain Wo AksarChup chap se rehte hain wo aksarZulfein bhi suna hai ki sanwara nahi karteDin raat guzarte hain un ke be-chain seTo chain se hum bhi guzara nahi karte