Aalim-e-MohabbatAalim-e-mohabbaAalim-e-mohabbat meinIk kamaal wehshat meinBe-sabab rafaaqat kaDukh uthaana padta haiTitliyaan pakadney koDoor jana padta hai
Kuch Fainsla To Ho Ki Kidhar Jana ChahiyeKuch fainsla to ho ki kidhar jana chahiyePani ko ab to sar se guzar jana chahiyeHar baar aidiyon pe gira hai mera lahooMaqtal mein ab b-tarz-e-digar jana chahiyeKya chal sakenge jin ka faqat masla yeh haiJaane se pehle rakht-e-safar jana chahiyeSara jvar-bhata mere dil mein hai magarIlzam ye bhi chaand ke sar jana chahiyeJab bhi gaye azaab-e-dar-o-baam tha wahiAakhir ko kitni der se ghar jana chahiyeTohmat laga ke maa pe jo dushman se daad leAise sukhanfarosh ko mar jana chaahiye
Manzilon Se Apni Darr Na JanaManzilon se apni darr na janaRaaste kee preshaniyon se toot na janaJab bhi zarurat ho zindagi mein kisi apne keeHum aapke apne hain ye bhool na jana
Kon Jaane Hayati Ne Kadon Muk Jana AeKon jaane hayati ne kadon muk jana aeTe phull umeedan de fer sukk jana aeKise ne te umraa de painde jhalne neTe kise ne adhe raste ruk jana ae
Ye Kya Jaane Mein Jana HaiYe kya jaane mein jana hai, jaate ho khafaa hokar;Main tab janu mere dil se chale jao juda hokarQayamat tak udegi dil se uthkar khaak aankhon takIsi raaste geya hai hasraton ka kafila hokar
Ye Kya Jaane Mein Jana HaiYe kya jaane mein jana hai, jaate ho khafaa hokarMain tab janu mere dil se chale jao juda hokarQayamat tak udegi dil se uthkar khaak aankhon takIsi raaste geya hai hasraton ka kafila hokar