Yeh Narm Narm Hawa Jhilmila Rahe Hain ChiragYeh narm narm hawa jhilmila rahe hain chiragTere khyal kee khushboo se bas rahe hain dimagDilon ko tere tabassum kee yaad yun aayiKi jagmaga uthe jis tarah mandiron mein chiragTamaam shola-e-gul hai tamaam mauj-e-bahaarKi taa-had-e-nigaah-e-shauq lahlahate hain baagNayi zameen, naya aasmaan, nayi duniyaSuna to hai ki mohabbat ko in dinon hai faragDilon mein daag-e-mohabbat ka ab yeh aalam haiKi jaise neend mein doobe hon pichali raat chiragFiraq bazm-e-chiragan hai mehfil-e-rindanSaje hain pighli hui aag se chalkate ayaag
Jo Chirag Saare Bujha Chuke Unhein Intezar Kahan RahaJo chirag saare bujha chuke unhein intezar kahan rahaYe sukun ka daur-e-shadeed hai koi beqarar kahan raha
Main to chirag hu tere aashiyane kaMain to chirag hu tere aashiyane kKabhi na kabhi to bujh jaungAaj shikayat hai tujhe mere ujaale sKal andhere mein bahut yaad aaunga