Chamakte Chaand KoChamakte chaand kChamakte chand ko tuta hua tara bana dalaMeri aawargi ne mujhko aawara bana dalaBada dilkash bada rangeen hai yeh shehar kehte hainYahan par hain hazaron ghar gharon mein log rehte hainMujhe is shehar ne galiyon ka banjara bana dalaMain is duniya ko aksar dekh kar hairaan hota hunNa mujhse ban saka chhota sa ghar, din raat rota hunKhuda ya tune kaise ye jahan sara bana dalaMere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta haiTeri marzi , teri marzi pe kiska zor chalta haiKisi ko gul, kisi ko tune angara bana dalaYehi aagaz tha mera, yehi anjaam hona thaMujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona thaMujhe taqdeer ne taqdeer ka mara bana dalaTranslationDilkash: adorable, attractivAagaz: beginin
Yun Saja Chaand Ki ChalkaYun saja chaand ki chalkYun saja chaand ki chalka tere andaaz ka rangYun fazaa mehaki ki badla mere humaraaz kaa rangSaya-e-chashm mein hairaan rukh-e-raushan ka jamaalSurkhi-e-lab pe pareshaan teri aawaaz ka rangBepiye hon ki agar lutf karo aakhir-e-shabSheesha-e-may mein dhale subah ke aagaaz ka rangChango-nay rang pe the apane lahoo ke dam se