Chamakte Chaand KoChamakte chaand kChamakte chand ko tuta hua tara bana dalaMeri aawargi ne mujhko aawara bana dalaBada dilkash bada rangeen hai yeh shehar kehte hainYahan par hain hazaron ghar gharon mein log rehte hainMujhe is shehar ne galiyon ka banjara bana dalaMain is duniya ko aksar dekh kar hairaan hota hunNa mujhse ban saka chhota sa ghar, din raat rota hunKhuda ya tune kaise ye jahan sara bana dalaMere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta haiTeri marzi , teri marzi pe kiska zor chalta haiKisi ko gul, kisi ko tune angara bana dalaYehi aagaz tha mera, yehi anjaam hona thaMujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona thaMujhe taqdeer ne taqdeer ka mara bana dalaTranslationDilkash: adorable, attractivAagaz: beginin
Yun Saja Chaand Ki ChalkaYun saja chaand ki chalkYun saja chaand ki chalka tere andaaz ka rangYun fazaa mehaki ki badla mere humaraaz kaa rangSaya-e-chashm mein hairaan rukh-e-raushan ka jamaalSurkhi-e-lab pe pareshaan teri aawaaz ka rangBepiye hon ki agar lutf karo aakhir-e-shabSheesha-e-may mein dhale subah ke aagaaz ka rangChango-nay rang pe the apane lahoo ke dam se
Chaand Sa Jab Kaha To Gila Karne LageChaand sa jab kaha to gila karne lageBole, chaand kahiye na, chaand saa kya hai
Chaand Utra Hamare Aangan Main Sitaroo Ko Gawara Na HuaChaand utra hamare aangan main sitaroo ko gawara na huaSitaroo se geela kya karte jab woh chaand hi hamara na hua
Chaand Ko Sitaron Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat HaiChaand ko sitaron se aur mujhe tum se mohabbat haiPhoolon ko baharon se aur mujhe tum se mohabbat haiMilo jo kabhi kisi mehfil mein to nazarein jhuka lenaKoi samjh hi na paaye ki mujhe tum se mohabbat hai
Mohabbat Shayari, Chaand Ko Sitaron SeChaand ko sitaron se aur mujhe tum se mohabbat haiPhoolon ko baharon se aur mujhe tum se mohabbat haiMilo jo kabhi kisi mehfil mein to nazarein jhuka lenaKoi samjh hi na paaye ki mujhe tum se mohabbat hai