Khulta Nahin Hai HaalKhulta nahin hai haaKhulta nahin hai haal kisi par kahe bagairPar dil kee jaan lete hain dilbar kahe bagairMain kaise kahun tum aao ki dil kee kashish se woAyenge daude aap mere ghar kahe bagairKya taab kya majal hamari ki bosa leinLab ko tumhare lab se milakar kahe bagairBedard tu sune na sune lek dard-e-dilRehta nahin hai aashiq-e-muztar kahe bagairTaqdir ke siwa nahin milta kahin se bhiDilawata ae 'zafar' hai muqaddar kahe bagair
Ajab Apna Haal HotaAjab apna haal hotAjab apna haal hota jo visaal-e-yaar hotaKabhi jaan sadqe hoti kabhi dil nisaar hotaNa mazaa hai dushmani mein na hai lutf dosti meinKoi gair gair hota koi yaar yaar hotaYeh mazaa tha dillagi ka ke barabar aag lagtiNa tumhein qaraar hota na hamein qaraar hotaTere vaade par sitamgar abhi aur sabr karteAgar apni zindagi ka hamein aitbaar hota
Ulfat Mein Kabhi Yeh Haal Hota HaiUlfat mein kabhi yeh haal hota haiAankhen hasti hain magar dil rota haiMante hain hum jisse manzil apniHumsafar uska koi aur hota hai
Kya Batau Mera Haal Hai KaisaKya batau mera haal hai kaisaEk din guzarta hai ek saal jaisaTadapta hu iss kadar bewafayi mein uskiYeh tan baanta ja raha hai kankal jaisaKankal = skeleto
Hai Ishq Ki Manzil Mein Haal Ki JaiseHai ishq ki manzil mein haal ki jaiseLutt jaye kahin raah mein samaan kisi ka