Tere Bina Tutkar Bikhar JayengeTere bina tutkar bikhar jayenge;Tum mil gaye to gulshan ki tarah khil jayenge;Tum na mile to jeete ji mar jayenge;Tumhe paa liya to mar ke bhi jee jayenge
Wo Jo Kahta Tha Ki Tum Na Mile To Mar Jayenge HumWo jo kahta tha ki tum na mile to mar jayenge humWo to aaj bhi zinda hai kisi aur se ye baat kahne k liye
Agar Yakeen Hota Ki Kehne Se Ruk JayengeAgar yakeen hota ki kehne se ruk jayengeToh hum bhi hanskar unko pukaar leteMagar naseeb ko yeh manzoor nahi thaKi hum bhi do pal khushi se guzar lete
Ab To Ghabra Ke Ye Kehte Hain Ki Mar JayengeAb to ghabra ke ye kehte hain ki mar jayengeMar ke bhi chain na paya to kidhar jayenge
Tere Bina Tutkar Bikhar JayengeTere bina tutkar bikhar jayengeTum mil gaye to gulshan ki tarah khil jayengeTum na mile to jeete ji mar jayengeTumhe paa liya to mar ke bhi jee jayenge
Aap se door ho kar hum jayenge kahaAap se door ho kar hum jayenge kahaAap jaisa dost hum payenge kahaDil ko kaise bhi sambhal lengePar aankho ke aansu hum chupayege kaha.