Har Ek Harf-e-Aarzoo KoHar ek harf-e-aarzoo kHar ek harf-e-aarzoo ko dastan kiye hueZamana ho geya hai un ko mehaman kiye hueSuroor-e-aish talkhi-e-hayat ne bhula diyaDil-e-hazin hai bekasi ko hijr-e-jaan kiye hueKali kali ko gulistan kiye hue wo aayengeWo aayenge kali kali ko gulistan kiye hueSukoon-e-dil kee raahton ko un se maang loonSukoon-e-dil kee raahton ko bekaran kiye hueWo aayenge to aayenge junoon-e-shauq ubharneWo jayenge to jayenge tabahiyan kiye hueMain un kee bhi nigah se chhupa ke un ko dekh loonKi un se bhi hai aaj rashk badguman kiye hue
Tere Bina Tutkar Bikhar JayengeTere bina tutkar bikhar jayenge;Tum mil gaye to gulshan ki tarah khil jayenge;Tum na mile to jeete ji mar jayenge;Tumhe paa liya to mar ke bhi jee jayenge
Wo Jo Kahta Tha Ki Tum Na Mile To Mar Jayenge HumWo jo kahta tha ki tum na mile to mar jayenge humWo to aaj bhi zinda hai kisi aur se ye baat kahne k liye
Agar Yakeen Hota Ki Kehne Se Ruk JayengeAgar yakeen hota ki kehne se ruk jayengeToh hum bhi hanskar unko pukaar leteMagar naseeb ko yeh manzoor nahi thaKi hum bhi do pal khushi se guzar lete
Ab To Ghabra Ke Ye Kehte Hain Ki Mar JayengeAb to ghabra ke ye kehte hain ki mar jayengeMar ke bhi chain na paya to kidhar jayenge
Chaale Jayenge Ek Din Hum Tujhe Tere Haal Pe Chod KarChaale jayenge ek din hum tujhe tere haal pe chod karApno kee kadaar kya hoti hai tuje waqt sikha dega