Mere Marne Ke Baad Kisi Ko Koi Khaas Farq To Nahi HogaMere marne ke baad kisi ko koi khaas farq to nahi hogaBas ek tanhayi royegi ki mera humsafar chala geya
Khudaa Jaane Bichhad Ke Mujhse Wo Kis Ka Humsafar Ho GeyaKhudaa jaane bichhad ke mujhse wo kis ka humsafar ho geyaHain jis ke liye muddat se muntazir aakhein
Zindagi Dene Wale Marta Chhod GayeZindagi dene wale marta chhod gayeApnapan jatane wale tanha chhod gayeJab padi zaroorat humein apne humsafar keeWo jo saath chalne wale the sab raasta mod gaye
Dil Ke Behlane Kee Tadbeer To HaiDil ke behlane kee tadbeer to haiTu nahi hai teri tasveer to haiHumsafar chhod gaye mujh ko to kyaSaath mere meri taqdeer to hai
Humsafar Shayari, Waqt Aur Khushi Tere Gulam HongeWaqt aur khushi tere gulam hongeYe pal ye pehlu tere hi naam hongeDekhna kabhi jhuk kar neeche bhi ae humsafarTere har kadam ke neeche, mere haathon ke nishan honge
Na Sathi hai koi, Na Humsafar hai koiNa sathi hai koiNa humsafar hai koiNa hum kisi ke na humara hai koiPar aapko dekh kar keh sakte he kiDost to humara bhi hai ko