Jab Woh Jamaal-e-DilfarozJab woh jamaal-e-dilfaroz, surat-e-mehr-e-nim rozAap hi ho nazara soz, parde mein munh chhupaye kyonDashna-e-ghamza jaan sataan, naawak-e-naaz be panahTera hi aks-e-rukh sahi, samne tere aaye kyonTranslationThe glorious beauty of that face, so much like the midday sunThe manifests such blinding light, needs nothing like a veilWeaponry of seduction, arrows of untold invitationCould injure the reflected as much as the admirer
Chali Jaati Hai Aaye Din Wo Beauty Parlour Mein YuChali jaati hai aaye din wo beauty parlour mein yuUnka maqsad hai misaal-e-hoor ho janaMagar ye baat kisi begum ki samajh mein kyun nahi aatiKi mumkin hi nahi kishmish ka fir se angoor ho jana!
Har Bul-Hawas Ne Husn-Parasti Shiaar KeeHar bul-hawas ne husn-parasti shiaar keeAb aabroo-e-sheva-e-ahl-e-nazar gayiNazare ne bhi kaam kiya wan naqaab keeMasti se har nigah tere rukh par bikhar gayiTranslationEach common lover has become a fake priest of beautyThe distinction of the visionary lover has been erasedLooking itself performed the function of secreting youEach blinded gaze refracted on the glories of your face
Nice Line, Beauty doesn’t create loveBeauty doesn’t create loveBut love creates beauty…Break every thing for a heartBut never break a heart for anything..!
Pink lips are the girls beautyModern funny shayari –Arz hai.Pink lips are the girls beautyWah waPink lips are the girls beautyWah waAnd kissing them is the boys duty
Chali jati hain wo beauty parlourChali jati hain wo beauty parlour mein yunUnka maksad hain misaal-e-hoor ho jana.Ab kon samjhaye en ladkiyo kMumkin nahi kishmish ka fir se angur ho jana