Band Tha Darwaaza Bhi Aur Ghar Mein Bhi Tanhaa Tha MeinBand tha darwaaza bhi aur ghar mein bhi tanhaa tha meinTu ne kuch mujh se bola tha ya aap hi bola tha mein
Band Aankh Se Sapne Band aankh se sapneBand aankh se sapne bunte bunte umar guzar gayi apniTootey dil ke raizey chunte chunte umar guzar gayi apniWoh hum se bichar kar kaise jeeta hogaBass yehi sochte sochte umar guzar gayi apniUs ki talaash mein nikle, apna pata bhool gayePhir khud ko khojte khojte umar guzar gayi apniShamaa ban to gaye roshni ki khatirMagar phir jalte jalte umar guzar gayi apniUss ne manaa ki deewaar torr kar pukaara to sahiLekin rukte rukte umar guzar gayi apniAb yeh zindagi ussi ki amaanat hai waqasJiss ki raah takte takte umar guzar gayi apni
Band Aankh Se SapneBand aankh se sapnBand aankh se sapne bunte bunte umar guzar gayi apniTootey dil ke raizey chunte chunte umar guzar gayi apniWoh hum se bichar kar kaise jeeta hogaBass yehi sochte sochte umar guzar gayi apniUs ki talaash mein nikle, apna pata bhool gayePhir khud ko khojte khojte umar guzar gayi apniShamaa ban to gaye roshni ki khatirMagar phir jalte jalte umar guzar gayi apniUss ne manaa ki deewaar torr kar pukaara to sahiLekin rukte rukte umar guzar gayi apniAb yeh zindagi ussi ki amaanat hai waqasJiss ki raah takte takte umar guzar gayi apni
Rabba Band Karde Iss Baarish NuRabba band karde iss baarish nuNakhre jhalle nahi jande husn diya naara deJinha ne kadi phull nahi si chukeyaChukne pai rahe ne ajj, paunche salwaara de
Ye Kaali Kaali Botlein Jo Hain Sharaab KeeYe kaali kaali botlein jo hain sharaab keeRaatein hain in mein band hamare shabaab kee
Saari Khidkiyan Darwaze Band Kar Leta HunSaari khidkiyan darwaze band kar leta hunPhir bhi na jane kahan se aa jati hain tumhari yaadein!