Kahan Ka Vasl Tanhai Ne Shayad Bhes Badla HaiKahan ka vasl tanhai ne shayad bhes badla haiTere dam bhar ke mil jaane ko hum bhi kya samajhte hain
Badla Tere Sitam KaBadla tere sitam kBadla tere sitam ka koi tujh se kya kareApna hi tu farefta hove, khuda kareQaatil hamari naash ko tash-hir hai zarurAainda ta koi na kisi se wafa kareFikr-e-maash, ishq-e-butaan, yaad-e-raftgaanDo din ki zindagi mein ab koi kya kya kiya kareAalam ke beech phir na rahe rasm-e-aashiquiGar neem lab koi tere shikwe se waa kareGar ho sharaab-o-khilwat-o-mahboob-e-khub rooZaahid kasam hai tujh ko jo tu ho to kya kareKhaakastr-o-patang-o-mashahd meri ki khaakSham-o-shafaq ajab ho jo mil kar uda kareAi waae bar aseer, ke par tod kar jiseSayyaad fasl-e-gul mein chaman se riha kare
Badla Waafa Ka Denge Badi Saadgi Se HumBadla waafa ka denge badi saadgi se humTum hum se rooth jao ge aur zindagi se hum
Kahan Ka Vasl Tanhai Ne Shayad Bhes Badla HaiKahan ka vasl tanhai ne shayad bhes badla haiTere dam bhar ke mil jaane ko hum bhi kya samajhte hain