Woh Chandni Ka BadanWoh chandni ka badaWoh chandni ka badan khushabuon ka saya haiBahut azeez hume hai magar paraya haiUtar bhi aao kabhi aasman ke zeene seTumhein khuda ne humare liye banaya haiMehak rahi hai zameen chandni ke phoolon seKhudaa kisi kee mohabbat pe muskuraya haiUse kisi kee mohabbat ka aitbar nahiUse zamane ne shayad bahut sataya haiTamam umar mera dum uske dhuein se ghutaWoh ik chirag tha maine use bujhaya hai
Jag Mein AakarJag mein aakaJag mein aakar idhar udhar dekhaTu hi aaya nazar jidhar dekhaJaan se ho gaye badan khaliJis taraf tune aankh bhar dekhaNala, fariyad, aah aur zareeAap se ho saka so kar dekhaUn labon ne kee na maseehayiHum ne sau-sau tarah se mar dekhaZor aashiq mizaaj hai koi'dard' ko kissa-e-mukhtsar dekha

Aaj Tum Par Aansuyon Ki Barsat HogiAaj tum par aansuyon ki barsat hogiFir wahi kadakti kali raat hogiYaad na kar ke tumne dil dukhaya hai meraJa tere badan mein khujali sari raat hogi