Dil-o-Nigah PeDil-o-nigah pDil-o-nigah pe taari rahe fasoo'n is kaTumhara ho ke bhi mumkin hai mein rahoon us kaTujhe khabar nahin is baat ki abhi shayedKe tera ho toh gaya hoon magar main hoon us kaAb is se qata-taluq mein behtri hai meriMain apna reh nahin sakta agar rahoon us kaZameen ki khaak toh kab ki udaa chuke hain humHamari zadd mein hai ab chiraag neel'gon us kaDil-e-tabaah ki dharkan bata rahi hai razaYahin kahin pe hai woh sheher pur'sakoon us ka
Zara Sa Qatra KahinZara sa qatra kahiZara sa qatra kahin aaj agar ubharta haiSamandaron hi ke lehje mein baat karta haiKhuli chhaton ke diye kab ke bujh gaye hoteKoi to hai jo hawaon ke par katarta haiSharafaton kee yahan koi ahemiyat hi nahiKisi ka kuch na bigado to kaun darta haiZameen kee kaise viqaalat ho phir nahi chaltiJab aasmaan se koi faisala utarta haiTum aa gaye ho to phir kuch chandni si baatein honZameen pe chand kahan roz roz utarta hai
Zoph Aata HaiZoph aata haZoph aata hai dil ko thaam to loBoliyo mat magar salaam to loKaun kehta hai bolo, mat boloHaath se mere ek jaam to loInhin baaton pe lautata hun mainGaali phir de ke mera naam to loEk nigaah par bike hain 'insha' aajMuft mein mol ek gulam to lo
Zara Sa Katra Kahin Aaj Agar Ubharta HaiZara sa katra kahin aaj agar ubharta haiSamandaron hi ke lehje mein baat karta haiKhuli chhaton ke diye kab ke bujh gaye hoteKoi to hai jo hawaon ke par katarta haiSharafaton kee yahan koi ahmiyat hi nahiKisi ka kuch na bigado to kaun darta haiZameen kee kaisi viqalat ho phir nahi chaltiJab aasmaan se koi fainsla utarta haiTum aa gaye ho to phir kuch chandni see baatein honZameen pe chand kahan roz roz utarta hai
Chaand To Nikla Hai Magar Ye Raat Na Hai Pehli SiChaand to nikla hai magar ye raat na hai pehli siYe mulakat mulakat na hai pehli siRanj kuch kam to hua aaj milne seYe alag baat hai ke ye baat na hai pehli si
Unhe Koi Aur Bhi ChaheUnhe koi aur bhi chahe, iss baat se hum thoda-thoda jalte heinPar faqr hai hume iss baat ka ke sab hamaari pasand pe hi marte hein