Itni Muddat BaadItni muddat baaItni muddat baad mile hoKin socho mein gum rahate hoTez hawaa ne mujh se puchaaRet pe kya likhte rehte hoKaun si baat hai tum mein aisiItne achchhe kyon lagte hoHum se na poocho hijr ke qisseApni kaho ab tum kaise hoTranslationHijr= separation, absence from one's countryQisse= anecdote, story, tale, quarr
Itni Muddat BaadItni muddat baaItni muddat baad mile hoKin socho mein gum rahate hoTez hawaa ne mujh se puchaaRet pe kya likhte rehte hoKaun si baat hai tum mein aisiItne achchhe kyon lagte hoHum se na poocho hijr ke qisseApni kaho ab tum kaise ho
Wohi Gardishein Wohi Paich-o-Kham Tere Baad BhiWohi gardishein wohi paich-o-kham tere baad bhiWohi haunsle mere dum ba dum tere baad bhiTere sath thi teri jafa mujhe moatabarTere saare gham mujhe mohtaram tere baad bhi
Teri Gali Mein Main Na Chalun Aur Saba ChaleTeri gali mein main na chalun aur saba chaleYun hi khuda jo chahe to bande kee kya chaleKis kee ye mauj-e-husan hui jalvagar kee yunDariya mein jo habab the aankhein chuppa chale
Itne Saalon Ke Intezaar Ke BaadItne saalon ke intezaar ke baad, aaj main khushi se samandar bhar dunTumhari iss haan ko sunne ke baad, kahin is samandar mein hi doob na jaun
Nasha Shayari, Fizao Ka Mausam Jaane Ke BaadFizao ka mausam jaane ke baad baharo ka mausam aayaGulab se gulab ka rang tere gaalon par aayaTere naino ne kaali ghata ka jab kajal lagayaJawani jo tum par aayi to nasha meri aankhon mein aaya