Meri Aankhon Se Gire Hain Yeh Jo Chand KatreMeri aankhon se gire hain yeh jo chand katre;Jo samajh sako to aansu, na samajh sako to pani
Jab Lafz Thak Gaye To Phir Ankhon Ne Baat KeeJab lafz thak gaye to phir ankhon ne baat keeJo baatein aankhein na keh saki wo phir ashkon se bayaan hui
Waqt Guzarta Raha Par Sansey Thammi ThiWaqt guzarta raha par sansey thammi thiMuskura rahe the hum par ankhon mein nami thiSaath hamaare yeh jahaan tha saraPar na jaane kyun tumhari kami thi
Yoon Hi Lakeer Khurchte Hain Apni Qismat KiYoon hi lakeer khurchte hain apni qismat kiWarna unki hatheli mein darj hi kya haiKuch is liye bhi wo aankhon ko band rakhte hainKe khawaab dekhte rehne men harj hi kiya hai!