Parindo Ki Fitrat Se Aaye TheParindo ki fitrat se aaye theWo mere dil meinZara pankh nikal aaye to aashiyana chhod diya....!
Teri aankh mein jo nami si chai hai wo mere dur hone ki gavahi hai yaadTeri aankh mein jo nami si chai hai wo merDur hone ki gavahi hai yaad itna na kiya karMujhe hichki le le kar meri jaan pe ban ati hai
Ashk Aankh MeinAshk aankh meiAshk aankh mein phir atak raha haiKankar sa koi khatak raha haiMain uss ke khayaal se gurezaanWo meri sadaa jhatak raha haiTehreer ussi ki hai, magar dilKhat padhte hue atak raha haiHain phone pe kis ke saath baateinAur zehen kahan bhatak raha haiSadiyon se safar mein hai samandarSahil pe thakan tapak raha hai
Aankh Se AankhAankh se aankAankh se aankh milata hai koi;Dil ko khinche liye jata hai koi;Va-e-hairat ke bhari mehfil mein;Mujh ko tanha nazar aata hai koiChahiye khud pe yakeen-e-kaamil;Haunsla kis ka badhata hai koiSab karishmat-e-tasavur hai 'shakeel';Varna aata hai na jata hai koi
Aankh se lahu na bahaaya karAankh se lahu na bahaaya karAye dil use kabhi to bhool jaya karDekhna wo ek din tujhe chorr jaaye gaNa tu use itna sataaya karItna aetbaar bhi achha nahi hotaUse har ek baat na bataya karShiddat-e-gham se seena phatt jaaye gaAankh se kuch aansu bahaya karUs jesa tujhe kahin mil nahi saktaHazaar baar roothe hazaar baar manaya kar.