Mujhe Maloom Hai Ki Ye Khawab Jhoote Hain Aur Ye Khwahishein Bhi Adhuri HainMujhe maloom hai ki ye khawab jhoote hain aur ye khwahishein bhi adhuri hainMagar zinda rehne ke liye kuch galatfehmiyan bhi to zaroori hain
Hothon Ko Bhi Kya Mazboori Hoti HaiHothon ko bhi kya mazboori hoti haiWahi baat chupaate hain jo kehna zaroori hoti hai
Baat To Kirdar Ki Hoti Hai GhalibBaat to kirdar ki hoti hai ghalibWarna qad mein toh saya bhi insan se bada hota hai
Chalo Hum Galat The Ye Maan Lete Han Ai ZindagiChalo hum galat the ye maan lete han ai zindagiPar ek baat bata kya woh shakhs sahi tha jo badal geya itna kareeb aane ke baad
Wo Baat Baat Pe Deta Hai Parindon Ki Misaal 'Faraz'Wo baat baat pe deta hai parindon ki misaal 'faraz'Saaf saaf nahi kehta mera sheher hi chodd do
Kabhi Kabhi Pathar Ke Takranay Se Aati Nahi KharashKabhi kabhi pathar ke takranay se aati nahi kharashKabhi ek zara si baat se insaan bikhar jaata haiBhool jao unhe jinhe maaf nahi kar sakteYa fir - maaf kar do unhe, jinhe bhool nahi sakte