Khuli kitabKhuli kitab..Soye huye janab..Swapn me shabab.Hath me sharab.Niyat kharab..Subah tute huye khwab..Exam me dikhe lajawab..Jaise smartness ka ruhab..Paper dekh nahi aata jawab..Fir bhai saheb ka hajma khara
Aaj meri khushi ka koi thikana nahiAaj meri khushi ka koi thikana nahiUnhe paakar ab kuchh aur pana nahiAaj mere mehboob k sapno me khoi hoon maiIs khwab se ab umra bhar mujhe koi jagana nahi....
Aapne hamari neende churai hainAapne hamari neende churai hainGar hamne aapka dil churaya to kya bura kiyaAapke ehsaas hame din raat chhedte haiGar hamare khwabo ne aapko chheda to kya bura kiya...
Kya kahun tujhe Khwab kahun to toot jayegaKya kahun tujhKhwab kahun to toot jayegaDil kahun to bikhar jayegaAa tera naam zindagi rakh dunMaut se pehle to tera saatChoot na payega
Khwabon Me AayengeKhwabon me aayenge,Sms ki taraDil me bus jaayenge,Rington ki taraPyaar kam na hoga,Balance ki taraTum bus busy na rahana,Network ki tara
Badh Gaya Tha Pyaas Ka Badh Gaya Tha Pyaas Ka Ehasas Dariya Dekh KarBadh gaya tha pyaas kBadh gaya tha pyaas ka ehasas dariya dekh karHum palat aaye magar pani ko pyasa dekh karHum bhi hain shayad kisi bhataki hui kashti ke logChikhane lagate hain khwabon mai zazira dekha karJis ke jitani haisiyat hai usake nam utana khulusBhikh dete hain yahan ke log kasa dekh karMangate hain bhikh ab apne muhallon mai faqirBhukh bhi muhatat ho jati hai khatra dekh karKhudkushi likhi thi ek bewa ke chehare par magarPhir wo zinda ho gayi bacha bilakata dekh kar~ meraj faizabadibadh gaya tha pyaas kBadh gaya tha pyaas ka ehasas dariya dekh karHum palat aaye magar pani ko pyasa dekh karHum bhi hain shayad kisi bhataki hui kashti ke logChikhane lagate hain khwabon mai zazira dekha karJis ke jitani haisiyat hai usake nam utana khulusBhikh dete hain yahan ke log kasa dekh karMangate hain bhikh ab apne muhallon mai faqirBhukh bhi muhatat ho jati hai khatra dekh karKhudkushi likhi thi ek bewa ke chehare par magarPhir wo zinda ho gayi bacha bilakata dekh kar