Rooh Pyaasi Kahan Se Aati HaiRooh pyaasi kahan se aati haiYe udasi kahan se aati hailDil hai shab do ka to ai umeedTu nidasi kahan se aati haiShauk mein aish-e-vatl ke hangaamNaashiphasi kahan se aati haiEk zindaan-e-bedili aur shaamYe sabasi kahan se aati haiTu hai pehalu mein phir teri khushbuHoke baasi kahan se aati hai
Mehek Hoti To Titliyan Zaroor AatiMehek hoti to titliyan zaroor aatiKoi rota to siskiyan zaroor aatiKehne ko to log mujhe bahut yaad karte hainMagar yaad karte to hichkiyan zaroor aati
Be-Zubani Tarjuman-e-Shauq Be-Had Ho To HoBe-zubani tarjuman-e-shauq be-had ho to hoWarna pesh-e-yaar kaam aati hai taqriren kahinMeaningBe-zubani = inability to speaTarjuman-e-shauq = interpretors of lov
Hazaro Ladkiya Aati HeinHazaro ladkiya aati hein, hazaro jati heinHazaro hasti hein, hazaro rulati heinLekin mere dost, sath vohi nibhati heinJo doli mein aati hein aur gale pad jati hein
Dil ke kone se 1 aawaz aati haiDil k kone se 1 aawaz aati haiHame hr pal aapki yaad aati haiDil puchta hai bar-bar humseJinhe hum yaad karte haiKya unhe bhi hamari yaad aati hai..!