Aaj Bheegi Hai Palken Kisi Ki Yaad MeAaj bheegi hai palken kisi ki yaad me,Aasman bhi simat gaya hai apne aap me,Oas ki boonde aisi giri hai zameen pe,Maano chaand bhi roya hai mere saath me
Baithe-Baithe jindgi Baithe-baithe jindgiBarbad na kijiye.Jindgi milti hai kuchh kaDikhane k liye.Roke agar aasmanHamare raste ko.To taiyar ho jao aasmanJhukane k liye
Usi Se Aaye Hain Aashob Aasman WaleUsi se aaye hain aashob aasman waleJise gubaar samajhate the karavan waleMain apni dhun mein yahan aandhiyan uthata hunMagar kahan wo maze khaak-e-aashiyan waleMujhe diya na kabhi mere dushmano ka pataMujhe hawa se ladhate rahe jahan waleMere saraab-e-tamanna pe rashk tha jin koBane hain aaj wahi bahar-e-be-karaan waleMain nala hun mujhe apne labon se door na rakhMujhi se zinda hai tu mere jism-o-jaan waleYe musht-e-khaak 'zafar' mera pairahan hi tu haiMujhe zameen se darayein na kehakashan wale
Sooraj Woh Jo Din Bhar Aasman Ka Saath DeSooraj woh jo din bhar aasman ka saath deChand woh jo raat bhar taaron ka sath dePyaar woh jo zindagi bhar saath deAur biwi woh jo har baat ka ulta jawab de
Hai Kismat Hamari Aasman Mein Chamakte Sitaare JaisiHai kismat hamari aasman mein chamakte sitaare jaisiLog apni tammana ke liye hamarey tutne ka intezaar karte hain
Jab Suraj Dhalta Hai To Aasman Ka Rang Badal Jata HaiJab suraj dhalta hai to aasman ka rang badal jata haiJab kismat badalti hai to logo ka dhang badal jata haiDin dhalte-dhalte suraj bhi dhal jata haiAndhera hote-hote saya bhi saath chod jata hai