Asmaan Itni Bulandi Pe Jo Itrata HaiAsmaan itni bulandi pe jo itrata haiBhuul jaata hai zameen se hi nazar aata hai
Pyaas Bujh Jaye Zameen Sabz Ho Manzar Dhul JayePyaas bujh jaye zameen sabz ho manzar dhul jayeKaam kya kya na in aankhon kee tari aaye humein
Ek Dhokhe Se Bhi Hil Jaati Hai Zameen Aitbaar KiEk dhokhe se bhi hil jaati hai zameen aitbaar kiZaroori to nahi bhukamp aaye har baar
Yeh To Zameen Ki Fitrat Hai Har Cheez Sokh Leti HaiYeh to zameen ki fitrat hai har cheez sokh leti haiWarna hamare aansuon ka bhi ik alag hi samander hota
Ai Aasmaan Tere Khudaa Ka Nahi Hai KhaufAi aasmaan tere khudaa ka nahi hai khaufDarte hain ai zameen tere aadmi se hum
Barrish ho aur zameen gilli na hoBarrish ho aur zameen gilli na hoDhoop nikle aur sarson pilli na hoTo phir aap ne yeh kaise soch liya keNeend me aap ki yaad aaye aur shalwar gilli na ho