Aadam Ka Jism KabAadam ka jism kaAadam ka jism kab ke anaasir se mil banaKuchh aag bach rahi thi, so aashiq ka dil banaSar garam-e-nala in dinon main bhi hoon, andleebMat aashian chaman mein mere mutsil banaJab teesha kohkan ne liya haath, tab yeh ishqBola ke apni chhati pe dharne ko sil banaJis teergi se roz hai ushaaq ka seaahShaaid usi se chehre-e-khubaan pe til banaLab zindagi mein kab mile us lab se, ai kalaalSaagar hamaari khaak ko math karke gil banaApne hunar dikha denge hum tujhko sheesha garToota hua kisi ka agar hum se dil banaSun sun ke arz-e-haal mera yaar ne kahaSauda na baaten baith ke yaan mutsil banaTranslationAndleeb = nightingalChehre-e-khubaan = beauty's facArz-e-haal = tale of wo
Kya Kahun Tum SeKya kahun tum sKya kahun tum se main ke kya hai ishqJaan ka rog hai, bala hai ishqIshq hi ishq hai jahaan dekhoSaare aalam mein bhar raha hai ishqIshq maashuq ishq aashiq haiYaani apna hi mubtala hai ishqIshq hai tarz-o-taur ishq ke taeenKahin banda kahin khuda hai ishqKaun maqsad ko ishq bin pohunchaAarzoo ishq wa mudda hai ishqKoi khwaahan nahin mahabbat kaTu kahe jins-e-narawa hai ishqMir ji zarad hote jaate hainKya kahin tum ne bhi kiya hai ishq
Jag Mein AakarJag mein aakaJag mein aakar idhar udhar dekhaTu hi aaya nazar jidhar dekhaJaan se ho gaye badan khaliJis taraf tune aankh bhar dekhaNala, fariyad, aah aur zareeAap se ho saka so kar dekhaUn labon ne kee na maseehayiHum ne sau-sau tarah se mar dekhaZor aashiq mizaaj hai koi'dard' ko kissa-e-mukhtsar dekha
Jag Mein AakarJag mein aakaJag mein aakar idhar udhar dekhaTu hi aaya nazar jidhar dekhaJaan se ho gaye badan khaliJis taraf tune aankh bhar dekhaNala, fariyad, aah aur zareeAap se ho saka so kar dekhaUn labon ne kee na maseehayiHum ne sau-sau tarah se mar dekhaZor aashiq mizaaj hai koi'dard' ko kissa-e-mukhtsar dekha
Chaman Mein Subah Ye Kehti Thi Ho Kar Chashm-e-Tar ShabnamChaman mein subah ye kehti thi ho kar chashm-e-tar shabnam;Bahaar-e-baag to yun hi rahi lekin kidhar shabnam;Arq kee boond us kee zulf se rukhsaar par tapki;Tazub kee hai jaage ye padi khurshid par shabnam;Humein to baag tujh bin khana-e-matam nazar aaya;Idhar gul phadte the jeb, roti thi udhar shabnam;Kare hai kuch na kuch taseer sohbat saaf taabon kee;Hui aatish se gul ke baithte rashq-e-sharar shabnamBhala tuk subah hone do ise bhi dekh levenge;Kisi aashiq ke rone se nahi rakhti khabar shabnamNa samjha 'dard' humne bhed ya kee shadi-o-gham ka;Sehar khandaan hai kyon roti hai kis ko yaak kar shabnam!
Iss Ajab Daur Mein Aashiq Bhi Ajeeb Hote HaiIss ajab daur mein aashiq bhi ajeeb hote haiEk din dost dusre din rakeeb hote haiIss liye toh maine mohabbat nahin ki haiMohabbat mein toh sirf dukh naseeb hote hai