Zakhm Jhele DaaghZakhm jhele daagZakhm jhele daagh bhii khaaye bohatDil lagaa kar ham to pachhtaaye bohatDair se suu-e-haram aaya na tukHam mizaaj apnaa idhar laaye bohatPhuul, gul, shams-o-qamar saare hii thePar hamen unmen tum hii bhaaye bohatGar bukaa is shor se shab ko hai toRovenge sone ko hamsaaye bohatMiir se puuchha jo main aashiq ho tumHo ke kuchh chupke se sharmaaye bohat
Aashiq Hoon Par Maashooq Farebi Hai Mera KaamAashiq hoon par maashooq farebi hai mera kaamMajnoon ko bura kahti hai laila mere aage
Aashiq Pagal Ho Jate Hai Pyar MeinAashiq pagal ho jate hai pyar meinBaki kasar puri ho jati hai intezar meinMagar ye fouzii dilruba nahi samajhtiGolgappe khati firti hai baazar mein
Iss Ajab Daur Mein Aashiq Bhi Ajeeb Hote HaiIss ajab daur mein aashiq bhi ajeeb hote haiEk din dost dusre din rakeeb hote haiIss liye toh mene mohabbat nahin ki haiMohabbat mein toh sirf dukh naseeb hote hai
Hum Aashiq Paane Ko Ishq Samajhte RaheHum aashiq paane ko ishq samajhte raheJo pa liya, woh ishq nahi, woh ishq-e-hararat hai
Hamaari Shayari Dilaati Hai Aashiq Ki YaadHamaari shayari dilaati hai aashiq ki yaadYeh duhaarti bhi hai hamaare ishq ki fariyaad