Kya Kahun Tum SeKya kahun tum sKya kahun tum se main ki kya hai ishqJaan ka rog hai, bala hai ishqIshq hi ishq hai jahan dekhoSare aalam mein bhar raha hai ishqIshq mashuq ishq aashiq haiYani apna hi mubtala hai ishqIshq hai tarz-o-taur ishq ke taeenKahin banda kahin khuda hai ishqKaun maqsad ko ishq bin pahunchaAarzoo ishq wa mudda hai ishqKoi khwaahan nahin mohabbat kaTu kahe jins-e-narawa hai ishqMeer ji zarad hote jaate hainKya kahin tum ne bhi kiya hai ishq
Ye Taraqqi Ka Zamana Hai Tere Aashiq ParYe taraqqi ka zamana hai tere aashiq parUngliyan uthti thi ab hath utha karte hain
Mujhko Aashiq Kahke Uske Roo Baroo Mat KijiyoMujhko aashiq kahke uske roo baroo mat kijiyoDostaan ! gar dost ho to yeh kabho mat kijiyo
Haif Us Chaar Girah Kapde Ki Qismat 'Ghalib'Haif us chaar girah kapde ki qismat 'ghalib'Jis ki qismat mein ho aashiq ka girebaan honaTranslationHaif = alaGirah = one sixteenth of a yarGirebaan = colla
Ik Lafz-e-Mohabbat Ka Adnaa Ye Fasaana HaiIk lafz-e-mohabbat ka adnaa ye fasaana haiSimte to dil-e-aashiq phaile to zamaana hai
Ik Lafz-e-Mohabbat Ka Adnaa Ye Fasana HaiIk lafz-e-mohabbat ka adnaa ye fasana haiSimte to dil-e-aashiq phaile to zamaana hai