Aarzu Ye Hai Ki Unki Har Nazar Dekha KarenAarzu ye hai ki unki har nazar dekha karenWoh hi apne samne ho, hum jidhar dekha karenEk taraf ho sari duniya, ek taraf teri surat hoHum tujhe duniya se hokar bekhabar dekha karen
Tamanna Hai Meri Ki Aapki Aarzu Ban JaunTamanna hai meri ki aapki aarzu ban jaunAapki aankh ka tara na sahi aapki aankh ka aansu ban jaunMain aap ki zindagi kee khushi banu ya na ban sakuAapke gham mein aapka sahara ban jaun
Pane Ki Aarzu Me Jiye To They BahutPane ki aarzu me jiye to they bahutAansu hi na nikle roya to the bahutPal bhar ke liye unhe aazmaya to tha bahutApna hi na bana sake jise chaha tha to bahut
Hum Apne Ikhtiyar Kee Hadh Se Guzar GayeHum apne ikhtiyar kee hadh se guzar gayeChaha tumhein to pyaar kee hadh se guzar gayeJaagi hai apne dil mein gulabon kee aarzuJab mausam-e-bahaar kee hadh se guzar gaye