Ek Aarzooo Ek JustzooEk aarzooo ek justzoo.Ek bar ho vo rubaroo.Kuch na kahu kuch na sunu.Aakhose ho bas guftgoo.Ek aarzoo ek justzoo.
Ik Aarzoo-Mand Nigaah Se Dekhte Rahe UskoIk aarzoo-mand nigaah se dekhte rahe uskoYun aarzoo dar aarzoo zindagi basar karte hue
Har Ek Jazbat Ko Zubaan Nahi MiltiHar ek jazbat ko zubaan nahi miltiDil ki har ek aarzoo ko dua nahi miltiMuskan banaye rakho to duniya sath haiWarna aansuo ko bhi aankho mein panah nahi milti
Aarzoo Ke Diye Dil Mein Jalte RahnegeAarzoo ke diye dil mein jalte rahnegeMeri aankhon se ansoo nikalte rahengeDil mein roshni toh karo, tum shama ban keMom bankar hum yunhi pighalte rahenge
Aarzoo Hai Ki Unki Har Nazar Dekha KareinAarzoo hai ki unki har nazar dekha kareinWoh hi apne saamne ho hum jidhar dekha kareinEk taraf ho saari duniya, ek taraf surat teriHum tujhe duniya se hokar bekhabar dekha karein
Tamana Hai Meri Ki Aapki Aarzoo Ban JaunTamana hai meri ki aapki aarzoo ban jaunAapki aankh ka tara na sahi aapki aankh ka aansu ban jaunMain aap kee zindagi kee khushi banu ya na ban sakunAapke gham mein aapka sahara ban jaun