Kabhi aansu kabhi khushi dekhiKabhi aansu kabhi khushi dekhiHumne akshar majburi or bekasi dekhiUnki naarazgi ko hum kya samjheHumne khud apni taqdeer ki bebasi dekhi..
Bhool kar mujhe woh kehte hai Bhool kar mujhe woh kehte haiKe tum bhi mujhe bhool janaKabhi aaye meri yaad toh ansu mat bhaanaMain toh ek khawaab thiMujhe toota hua khawaab hi samajh jana
Ye gazlo ki Duniya Bi Ajib haiYe gazlo ki duniya bi ajib haiYaha aansu ka bhi jam banaya jata haKeh bhi dete agar dard-e-dastanPhir bhi wah wah sunaya jata ha
Jab hum tanha ho to sath rehnaJab hum tanha ho to sath rehnaRoye ankhe to ansu poch lenaKyuki jinda hai jab tak hi satayengeWada karte hai marne ke baadTo aapko yaad bhi na ayenge
Toote hue DIL se kabhi Toote hue dil se kabhiFaryaad nahin karteAansuon ko baha karSawaal nahin karteJo kehna ho keh denaMagar yeh na kehna ke humAapko yaad nahin karte..
Yu Aansuon Ko Zaya Nahi KarnaYu aansuon ko zaya nahi karnaMere liye aansuon ko bahayNahi karna, meri yaad aayTo mujhe bula lena, yuhDil ko dilasa dilaya nahi karna