Meri Aankhon KoMeri aankhon kMeri aankhon ko soojhta hee nahiYa muqaddar mein raasta hee nahiWo bharay sheher mein kisi se bhiMere baaray mein poochta hee nahiPhir wohi shaam hai wohi hum hainHaan magar dil mein honsla hee nahiHam chalay os ki bazm se uth karAur wo hai ke rokta hee nahiDil jo ek dost tha magar wo bhiChup ka pathar hai bolta hee nahiMein tou os ki talaash mein guum hunWo kabhi mujh ko dhoondta hee nahi
Meri Aankhon KoMeri aankhon kMeri aankhon ko soojhta hee nahiYa muqaddar mein raasta hee nahiWo bharay sheher mein kisi se bhiMere baare mein poochta hee nahiPhir wohi shaam hai wohi ham hainHaan magar dil mein haunsla hee nahiHam chale us ki bazm se uth karAur wo hai ki rokta hee nahiDil jo ek dost tha magar wo bhiChup ke pathar hai bolta hee nahiMain to us ki talaash mein guum hunWo kabhi mujh ko dhoondta hee nah
Meri Aankhon KoMeri aankhon kMeri aankhon ko soojhta hee nahiYa muqaddar mein raasta hee nahiWo bhare sheher mein kisi se bhiMere baare mein poochta hee nahiPhir wohi shaam hai wohi hum hainHaan magar dil mein haunsla hee nahiHum chale uss kee bazm se uth karAur woh hai ki rokta hee nahiDil jo ek dost tha magar woh bhiChup ka pathar hai bolta hee nahiMain to uss kee talaash mein gum hunWoh kabhi mujh ko dhoondta hee nahi
Wahi Aankhon Mein Aur Aankhon Se Poshidaa Bhi Rehta HaiWahi aankhon mein aur aankhon se poshidaa bhi rehta haiMeri yaadon mein ek bhula hua chehra bhi rehta haiJab us kee sard-mehari dekhta hun bujhne lagta hunMujhe apni adakari ka andaza bhi rehta haiMain un se bhi mila karta hun jin se dil nahi miltaMagar khud se bichhad jane ka andesha bhi rehta haiJo mumkin ho to pur-asraar duniyaon mein dakhil hoKi har deewar mein ek chor darwaza bhi rehta haiBas apni be-basi kee saatvi manzil mein zinda hunYahan par aag bhi rehti hai aur nauha bhi rehta hai
Dil Ko Pighlaata HuaDil ko pighlaata hua, aankhon ko garmaata huaPhir khayaal-e-yaar aaya aag barsaata hua