Ye Aish-o-Tarab Ke MatwaleYe aish-o-tarab ke matwalYe aish-o-tarab ke matwale bekar kee baatein karte hainPayal ke gamon ka ilm nahi jhankar kee baatein karte hainNahak hai hawas ke bandon ko nazara-e-fitrat ka dawaAankhon mein nahi hai betabi deedar kee baatein karte hainKehte hain unhi ko dushman-e-dil naam unhi ka naseh bhiWo log jo reh kar sahil par majhdhar kee baatein karte hainPahunche hain jo apni manzil par un ko to nahi kuch naz-e-safarChalne ka jinhe maqdur nahi raftaar kee baatein karte hain
Qatra Mein Dajla Dikhaai Na DeQatra mein dajla dikhaai na de, aur juzw mein kulKhel larkon ka hua, deeda-e-beena na huaTranslationDeeda-e-beena = discerning ey
Deedar Tere Nu Asin Tarasde HaanDeedar tere nu asin tarasde haanTainu ki pata kinna tere layi tadapde haanTere dil di gal tere hothaan rahi padhde haanTu haje vi puchhda hain,ki tainu kinna pyaar karde haan
Taras Gaye Aap Ke Deedar KoTaras gaye aap ke deedar koPhir bhi dil aap hi ko yaad karta haiHumse khush naseeb to hai aapke ghar ka aainaJo har roz aapke husn ka deedar karta hai
Jab Achanak Kabhi Unka Deedar Hota HaiJab achanak kabhi unka deedar hota haiDil mein dhimi si dhandkan ruk jati haiItni khoobsurat hain aankhein unkiKi nazar milate hi nazar jhuk jati hai
Tere Deedar Pe Agar Mera Ikhtiyar HotaTere deedar pe agar mera ikhtiyar hotaYeh roz roz hota aur baar baar hota