Pani Aankh Mein Bhar KarPani aankh mein bhar kaPani aankh mein bhar kar laya ja sakta haiAb bhi jalta shehar bachaya ja sakta haiEk mohabbat aur woh bhi nakam mohabbatLekin iss se kaam chalaya ja sakta haiDil par paani peene aati hain umeedienIss chashme mein zeher milaya ja sakta haiMujh gumnaam se puchte hain farhaad-o-majnoonIshq mein kitna naam kamaya ja sakta haiYeh mehtab yeh raat kee peshani ka ghavAisa zakham to dil par khaya ja sakta haiPhata purana khwaab hai mera phir bhi 'tabish'Iss mein apna aap chupaya ja sakta hai
Teri Yaad Rudh Jandi Akhan Cho Pani BankeTeri yaad rudh jandi akhan cho pani bankeKi khatya esh rooh ne diwani ban keBhaven ho gaya hun sadi akhan toh durPar dil vich wasya hai pyar di nishani ban ke
Yeh Jo Pani Mein Sunehera Garoor Utar Aya HaiYeh jo pani mein sunehera garoor utar aya haiZaroor usne pani mein payu utara hoga
Pani Se Pyaas Na BujhiPani se pyaas na bujhiToh maikhane ki taraf chal niklaSocha shikayat karun teri khudha sePar khudha bhi tera aashiq nikla
Mat Phenk Pani Me PathharMat phenk pani me pathharUsey bhi koi peeta haiMat raho yun udaas zindagi meinTumhe dekh kar bhi koi jeeta hai
Mile Kaise Sadiyon Kee Pyaas Aur PaniMile kaise sadiyon kee pyaas aur pani, zara phir se kehnaBarri dilrubaa hai yeh saari kahani, zara phir se kehna