Dil Ke Dariya KoDil ke dariya kDil ke dariya ko kisi roz utar jana haiItna besimt na chal laut ke ghar jana haiUs tak ati hai to har chiz thahar jati haiJaise pana hi use asl main mar jana haiBol ai sham-e-safar rang-e-rihai kya haiDil ko rukana hai k taron main thahar jana haiKaun ubharate hue mahatab ka rasta rokeUs ko har taur su-e-dasht-e-sahar jana haiMain khila hun to isi khak main milna hai mujheVo to khushbu hai use agle nagar jana haiVo tere husn ka jadu ho k mera gam-e-dilHar musafir ko isi ghat utar jana hai
Dil Ke Dariya KoDil ke dariya kDil ke dariya ko kisi roz utar jana haiItna besimt na chal laut ke ghar jana haiUss tak aati hai to har cheez thehar jati haiJaise pana hi use asal mein mar jana haiBol ai sham-e-safar rang-e-rihai kya haiDil ko rukna hai ki taron mein thehar jana haiKaun ubharte hue mehtab ka raasta rokeUss ko har taur su-e-dasht-e-sehar jana haiMain khila hun to isi khak mein milna hai mujheWo to khushbu hai use agle nagar jana haiWo tere husn ka jadu ho ki mera gum-e-dilHar musafir ko isi ghat utar jana hai
Jahan Dariya KahinJahan dariya kahiJahan dariya kahin apne kinare chhod dete haiKoi uthta hai aur toofan ka rukh mod deta haiMujhe be-dast-o-paa kar ke bhi khauf us ka nahi jataKahin bhi haadsa guzre wo mujh se jod deta haiBichhad ke tujh se kuch jaana agar to is kadar jaanaWo mitti hun jise dariya kinare chhod deta haiMohabbat mein zara si bewafai to zaruri haiWahi achha bhi lagta hai jo vaade tod deta hai
Hum Bhi Dariya Hai Humein Apna Hunar Maloom HaiHum bhi dariya hai humein apna hunar maloom haiJis taraf bhi chal padenge raasta ho jayega
Hum Rone Pe Aa Jayein To Dariya Hi Baha DenHum rone pe aa jayein to dariya hi baha denShabnam kee tarah se humein rona nahi aataa
Paani Dariya Mein Ho Ya Aankhon MeinPaani dariya mein ho ya aankhon meinGehrai aur raaz dono mein hote hain