Aadmi Aadmi KoAadmi aadmi kAadmi aadmi ko kya degaJo bhi dega wohi khuda degaMera qatil hi mera munsib haiKya mere haq mein faisala degaZindagi ko qarib se dekhoIsaka chehara tumhen rula degaHamase pucho dosti ka silaDushmanon ka bhi dil hila degaIshq ka zahar pi liya `fakir`Ab masiha bhi kya dava dega
Khudaya Apne Farishtey Na Bhej Duniyaa MeinKhudaya apne farishtey na bhej duniyaa meinMein aadmi hoon farishton ke sath kese rahoon
Khudaya Apne Farishtey Na Bhej Duniyaa MeinKhudaya apne farishtey na bhej duniyaa meinMain aadmi hoon farishton ke sath kaise rahoon
Chottiyan Chhuu Kar Guzarte HainChottiyan chhuu kar guzarte hain, baraste kyon nahinBaadlon ki ek surat aadmi jaisi bhi hai
Khudaya Apne Farishtey Na Bhej Duniya MeinKhudaya apne farishtey na bhej duniya meinMain aadmi hun farishton ke saath kaise rahoon
Ai Aasmaan Tere Khudaa Ka Nahi Hai KhaufAi aasmaan tere khudaa ka nahi hai khaufDarte hain ai zameen tere aadmi se hum