Kaisa Sitam Hai Apka YeKaisa sitam hai apka ye, ke rone bhi nahi deteKareeb aate nahi aur khud se juda hone bhi nahi dete
Duniya Ke Sitam YaadDuniya ke sitam yaaDuniya ke sitam yaad na apni wafaa yaadAb mujh ko nahi kuch bhi mohabbat ke siwa yaadMain shikwah ba lab tha, mujhe ye na bhi raha yaadShayad ke mere bhoolnay waalay ne kiya yaadKia jaaniye kia ho gaya arbaab-e-junoon koJeenay ki adaa yaad na marnay ki adaa yaadKia lutf ke mein apna pataa aap bataaonKijiye koi bhooli howi khaas apni adaa yaadMuddat howi ek haadsa-e-ishq ko lekinAb tak hai tere dil ke dharaknay ki sadaa yaad
Duniya Ke Sitam YaadDuniya ke sitam yaaDuniya ke sitam yaad na apni wafaa yaadAb mujh ko nahi kuch bhi mohabbat ke siwa yaadMain shikwa ba lab tha, mujhe ye bhi na raha yaadShayad ki mere bhoolne waale ne kiya yaadKya jaaniye kya ho geya arbaab-e-junoon koJeene kee adaa yaad na marne kee adaa yaadKya lutf ki main apna pataa aap bataaunKijiye koi bhooli hui khaas apni adaa yaadMuddat hui ek haadsa-e-ishq ko lekinAb tak hai tere dil ke dhadakane kee sadaa yaad
Duniya Ke Sitam YaadDuniya ke sitam yaaDuniya ke sitam yaad na apni wafa yaadAb mujh ko nahi kuch bhi mohabbat ke siwa yaadMain shikwa ba lab tha, mujhe yeh na bhi raha yaadShayad ke mere bhoolne waalay ne kiya yaadKya jaaniye kya ho geya arbaab-e-junoon koJeene kee adaa yaad na marne ki adaa yaadKya lutf ki main apna pata aap bataaunKijiye koi bhooli hui khaas apni adaa yaadMuddat hui ek hadsa-e-ishq ko lekinAb tak hai tere dil ke dhadakne kee sadaa yaad
Badla Tere Sitam KaBadla tere sitam kBadla tere sitam ka koi tujh se kya kareApna hi tu farefta hove, khuda kareQaatil hamari naash ko tash-hir hai zarurAainda ta koi na kisi se wafa kareFikr-e-maash, ishq-e-butaan, yaad-e-raftgaanDo din ki zindagi mein ab koi kya kya kiya kareAalam ke beech phir na rahe rasm-e-aashiquiGar neem lab koi tere shikwe se waa kareGar ho sharaab-o-khilwat-o-mahboob-e-khub rooZaahid kasam hai tujh ko jo tu ho to kya kareKhaakastr-o-patang-o-mashahd meri ki khaakSham-o-shafaq ajab ho jo mil kar uda kareAi waae bar aseer, ke par tod kar jiseSayyaad fasl-e-gul mein chaman se riha kare
Kashti Abhi Umeed Ki Doobi Toh Nahi HaiKashti abhi umeed ki doobi toh nahi haiPhir kyo teri aankhon mein ye toofan hain mohsinMunhasir ehl-e-sitam par hi nahi'n hai mohsinLog apno'n ki enayat se bhi mar jate hain