Dil Mein Khayal-e-NargisDil mein khayal-e-nargiDil mein khayal-e-nargis-e-janana aa geyaPhulon se khelta hua deewana aa geyaBadal ke uthte hi mai-o-paimana aa geyaBijli ke saath saath pari-khaana aa geyaMaston ne iss ada se kiya raqs-e-nau-baharPaimana kyaa ki vajd mein maikhana aa geyaUss chashm-e-mai-farosh kee tasir kya kahunHonthon tak aaj aap hi paimana aa geyaMalum kis ko qais kee deewangi kee shaanHungama sa bapaa hai ki deewana aa geyaAkhtar gazab thi ahd-e-jawani kee daastanAankhon ke aage ek pari-khaana aa geya
Woh Soorat Ka Wahm Aur DeewangiWoh soorat ka wahm aur deewangiLagi karne dar parda be-ganagiNa dekhe meri oar uas pyaar seGharibana sar maare deewar seGharibana = despairingl
Koi Na Mita Sakega Dil Ke Iss Fasane KoKoi na mita sakega dil ke iss fasane koTeri chahat mein bhool jata hun zamane koUthe jo meri nazar tere chehre pe muskan aayeTeri deewangi mein bhool jaate hain nazrein jhapkane ko

Khayal Shayari, Yeh Meri deewangi thiYeh meri deewangi thi.Ya ishq ki intehaMein uske pass se guzra khamosh.Uske khayalon mein