Dekho awaz dekar pass hamein paogeDekho awaz dekar pass hameiPaoge.Aaoge tanha par tanha na jaoge.Dur rehkar bhi tumpar nazar haMeriHantho se tham lenge jab bhi thokar khaoge
Shayad Woh Apna Wajood Chod Gaya Hai Meri Hasti MeinShayad woh apna wajood chod gaya hai meri hasti meinYun sote-sote jaag jana meri aadat pehle kabhi na thi
Har baat ka jawaab inkaar nhi Hota Har jagah rukkna intezaar nhi Hota Yun toh milti hainHar baat ka jawaab inkaar nhi hotHar jagah rukkna intezaar nhi hotYun toh milti hain hazaaron se roz nazareiHar nazar ka milna magar pyaar nhi hot
Kitabo ke panno ko palat ke sochte haiKitabo ke panno ko palat ke sochte haiYu palat jaaye zindagi to kya baat hai.Tamanna jo puri ho khwabo meHaqeeqat ban jaye to kya baat hai.Kuch log matlab ke liye dhundte hai mujheBina matlab koi aaye to kya baat hai.Qatal kar ke to sab le jayenge dil meraBina matlab koi aaye to kya baat hai.Jo sharifo ki sharafat me baat na hoWo ek sharabi keh jaaye to kya baat hai.Apne zinda rehne tak to khushi dunga sabkoJo kisi ko meri maut par khushi mil jaaye to kya baat hai!
Garmi sardi ka ehsaas badan per rehne doGarmi sardi ka ehsaas badan per rehne doApne mann ko tann ki sab takleefain sehne doApne kaanon ko sab shor sharaba sun?ne doApni zubaan ko saari sachi batain kehne doApni aankh ke chashme mein sab manzar behne doPalkon ki is raah ke sarey kaantey chun?ne doApni zaat ke pathreeley aur banjar-pan mein saadUmeedon ka garam aur meetha chashma behne do.
कुछ चीजें कमजोर हिफाजत में भी महफूज रहती हैकुछ चीजें कमजोर हिफाजत में भी महफूज रहती हैजैसे मिट्टी के गुलक में लोहे के सिक्के..!