Bure Dinon Se Bachana Mujhe Mere Maula Qareebi Dost Bhi Bachkar Nikalne Lagte Hain Bulandiyon Ka TasavvurBure dinon se bachana mujhe mere maulQareebi dost bhi bachkar nikalne lagte haiBulandiyon ka tasavvur bhi khoob hota haKabhi kabhi to mere par nikalne lagte haiAgar khayal bhi aa jaye ki tujhko khat likhooTo ghonslon se kabootar nikalne lagte hai
Mere Jazbe Ki Badi Qadar Hai Logo Main Magar Mere Jazbe Ko Mere Saath Hi MarMere jazbe ki badi qadar hai logo main magaMere jazbe ko mere saath hi mar jaana haDosti jab kisi se ki jaayDushmano ki bhi raaye li jaayMaut ka zahar hai fizaaon maiAb kahaan ja ke saans li jaayMere maazi ke zakhm bharne lagAaj phir koi bhool ki jaayBotlain khol ke to pi barasoAaj dil khol ke bhi pi jaaye
Roz taaron ko numaaish main khalal padta hai Chand pagal hai andhere main nikal padta hai MainRoz taaron ko numaaish main khalal padta haChand pagal hai andhere main nikal padta haMain samandar hun kudhali se nahi kat saktKoi fawwara nahi hun jo ubal padta haKal wahan chand uga karte the har aahat paApne raste main jo viraan mahal padta haNa ta-aaruf na ta-alluk hai magar dil aksaNaam sunta hai tumhara uchhal padta haUski yaad aayi hai saanson zara dheere chalDhadkano se bhi ibadat main khalal padta ha
Log Har Mod Pe Ruk Ruk Ke Sambhalte Kyun Hai Itana Darte Hai To Phir GharLog har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun haItana darte hai to phir ghar se nikalte kyun haMain na jugnu hoon diya hoon na koi taara hooRoshni waale mere naam se jalte kyun haNeend se mera taalluq hi nahi barason sKhwaab aa aa ke meri chhat par tahalte kyun haMod hota hai jawani ko sambhalne ke liyAur sab log yahin aake phisalte kyun ha
Zindgi mein pehle hi itna gum samet liya he yaaronZindgi mein pehle hi itna gum samet liya he yaaron..Ab aur aasuon ki jagah baaki kahan hai..Hum to apni saanse sambhal k baithe the bas..Par kambakth es duniya ko hi chain kaha hai..
Mohabbat koi chiz nahiMohabbat koi chiz nahi, jise paise se hasil kiya ja sakeIshq koi mukaddar nahi, jise takdeer pe choda ja sakePyar toh ek vishwas hai, bharosa hai, aitbaar haiPar mohabbat itni aasaan nahi ki kisi se b ki ja sake