Yahan Libas Ki Keemat Hai Aadmi Ki NahiYahan libas ki keemat hai aadmi ki nahiMujhe gilas bade de sharab kam kar de
Kisi Gul Ki Qaba Milti Nahi Tehriq Se KhaliKisi gul ki qaba milti nahi tehriq se khaliJunoon ne le ke banti hain ye kitni dhajjiyan mujh sePila saaqi ki reh jaye khumar-e-kaif ka pardaBas ab rukti nahi aati hui angdaiyan mujh se*khumar-e-kaif: exhilaratio*qaba: apparel, garmen
Log Kehte Hain Raat Beet ChukiLog kehte hain raat beet chukiMujh ko samjhao main sharabi hunHai dua yaad magar harf-e-dua yaad nahiMere naghmat ko andaaz-e-nava yaad nahin*harf-e-dua: words of prayer*andaaz-e-nava: style of voic
Woh Hathon Se Pilaye Toh Main Kya KaruWoh hathon se pilaye toh main kya karuWoh aankhon se pilaye toh main kya karuMain toh peene ka bilkul aadi nahinJaam khud chal ke aaye toh main kya karu
Yahan Koi Na Jee Saka Na Jee Sakega Hosh MeinYahan koi na jee saka na jee sakega hosh meinMita de naam hosh ka sharab la sharab la
Tere Shabab Par Sada Karam Rahe Bahar KaTere shabab par sada karam rahe bahar kaTujhe lage meri dua sharab la sharab la