Jawaan Hai Raat Saqiya Sharab La Sharab LaJawaan hai raat saqiya sharab la sharab laZara si pyaas to bujha sharab la sharab la
Fasl-e-Bahar Aayi Piyo Sufiyo SharabFasl-e-bahar aayi piyo sufiyo sharabBas ho chuki namaaz musalla uthaiye
Kal Raat Pi-Pila Ke Badi Mastiyan HuiKal raat pi-pila ke badi mastiyan huiAakhir ko thak-thaka ke phir apne hi ghar gaye
Kharab Hote Kharabe Mein Aur Kya HotaKharab hote kharabe mein aur kya hotaHuzur-e-saqi agar hum subu subu karte
Saaqi Humein Kasam Hai Teri Chashm-e-Mast KiSaaqi humein kasam hai teri chashm-e-mast kiTujh bin jo khwab mein bhi piyen mai haram ho
Didani Hai Tere Itaab Ka RangDidani hai tere itaab ka rangShisha-e-chashm mein sharab ka rang*didani - visibl*itaab - temper, ange