Tha woh ek hawa ke jhoke jaisaTha woh ek hawa ke jhoke jaisa.Rehta hai dil mein mere,Nahi hai koi uske jaisa.Aaye to hasata hai ,Jaaye to rulaata hai.Aate jaate mujhe wohDewaana kar jaata hai.Baaton mein uski haiPhoolon si taazgi ,Jo saanson ko mehkaati hai.
Ruki ruki si thami thami si Ruki ruki si thami thami si ,Thi meri yeh zindagi.Jeeti thi main bas yuhin ,Khud ki parwah nahi thi.Jhoom kar aayi kuch aisi hawaein ,Dil churakar chali gayi.Sochti rahi main, dhundti rahi main ,Neendein meri khogai.Tha who ajnabi kuch aisa..Jo mujhse mujhko chura gaya.
Khwaab tute hue dil dukhate rahe Khwaab tute hue dil dukhate rahe ,Der tak wo hume yaad aate rahe ,Kaat li aansuon me judaai ki raat,Sher kehte rahe rahe geet gungunate rahe..!
Phoolo ki mahak ko churaya nahi Phoolo ki mahak ko churaya nahiJata suraj ki roshni ko chupaya nahiJata kitne bhi dur rahoAp humse par app jaiseDost ko bhulaya nahi jata
Ek khwaab sajaya aankhon meEk khwaab sajaya aankhon me..!Sajte-sajte hi bhikhar gaya..!Hue itne tukde..!K ab kasam hai ki koi khwaab kabhi na sajaenge..!
Nazroo ko apni meri nazroo me rehne doNazroo ko apni meri nazroo me rehne doDil ki baat mujhe nazroo se kehne dNa samjhe mere zazbaat tumne meri nazroo seTo ab baaki hi kya raha in hoto se kehne k