Wo Keh Rahi Thi Samandar Nahi HainWo keh rahi thi samandar nahi hain, ankhein hainMain unn mein doob geya, aitbar karte hue
Badal Dena Hai Raasta Ya Kahin Par Baith Jana HaiBadal dena hai raasta ya kahin par baith jana haiKi thaktaa ja raha hai humsafar ahistaa ahistaa
Main Thak Geya Hu Bahut Shaayadaar Pedon SeMain thak geya hu bahut shaayadaar pedon seZara si dhoop bichhakar qayaam karta hu
Shaam-e-Wada SahiShaam-e-wada sahi, dukh zyada hi sahi, phir bhi dekho 'faraz'Aaj shab, us ki furqat mein keh lo ghazal, kal usay dekhna
Kitaab-e-Zeest Ka Ek Aur Baab Hatam HuaKitaab-e-zeest ka ek aur baab hatam huaShabaab hatam hua, azaab hatam hua
Ab Zara Tafseel Se Aye Qaasid-e-Khush'ruu BataAb zara tafseel se aye qaasid-e-khush'ruu bataPehle us ne kya kaha, phir kya kaha, phir kya kahaTranslationQaasid = postma